GUITAR 1:
e---------------------------------------------------------|
B---------------------------------------------------------|
G----------9-7-7------------------------------------------|
D-9-7--9-7-7---7------------------------------------------|
A-7-7--7-7------------------------------------------------|
E---------------------------------------------------------|
GUITAR 2:
e-----5-------5---7-/-5---------------|
B-----5-------5---8-/-6---------------|
G-----5-------5---9-/-7---------------|
D-9-/-7---9-/-7---9-/-7---------------|
A-9-/-7---9-/-7---7-/-5---------------|
E-7-/-5---7-/-5---7-/-5---------------|
-Bm-/-Am--Bm-/Am--Em-/Dm-
---Am-----------------------------------Dm-----------
Kabhi kabhi aditi zindagi mein yuhi koi apna lagta hai,
---Am-----------------------------------Dm-----------
Kabhi kabhi aditi wo bichad jaaye to ek sapna lagta hai,
--------------Am------------------------Dm-----------
Aise mein koi kaise apne aasuon ko behne se roke?
--B#-------------------------------G
Aur kaise koi soch le everything’s gonna be ok?
Kabhi kabhi to lage zindagi mein rahi naa khushi aur naa mazaa,
Kabhi kabhi to lage har din mushkil aur har pal ek sazaa,
Aise mein koi kaise muskuraye, kaise hass de khush hoke?
Aur kaise koi soch le everything's gonna be ok?
Am ----- G ----------B#
B#--------------------G-------------------B#
Soch zara jaane jaa tujhko hum kitna chahte hai,
B#--------------------G-------------------B#
Rote hai hum bhi agar teri aankhon mein aasu aate hai,
Dm-------------------------------B#---------------G
Gaana to aata nahi aata magar phir bhi hum gaate hai,
Dm-------------------------------B#---------------G
Ki aditi maan kabhi , kabhi saare jahan mein andhera hota hai,
-----------Dm---------B#------------G
Lekin raat ke baad hi to savera hota hai..
Kabhi kabhi aditi zindagi mein yuhi koi apna lagta hai,
Kabhi kabhi aditi wo bichad jaaye to ek sapna lagta hai,
Am---------------------G----------------------------------------Am
Hey aditi hass de, hass de, hass de, hass de, hass de, hass de tu zara,
Am---------------------G----------------------------------------Am
Nahi to bass thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura..
Tu khush hai to lage ki jahan mein chayee hai khushi,
Sooraj nikle badlon se,aur baaten zindagi,
F
Sun to zara madhosh hawa tujhse kehne lagi,
Ki aditi wo jo bichadte hai ek naa ek din phir mil jaate,
Aditi, jaane tu ya jaane naa phool phir khil jaate hai..
Kabhi kabhi aditi zindagi mein yuhi koi apna lagta hai,
Kabhi kabhi aditi wo bichad jaaye to ek sapna lagta hai,
Hey aditi hass de, hass de, hass de, hass de, hass de, hass de tu zara,
Nahi to bass thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura..
Kabhi kabhi aditi zindagi mein yuhi koi apna lagta hai,
Kabhi kabhi aditi wo bichad jaaye to ek sapna lagta hai,
Hey aditi hass de, hass de, hass de, hass de, hass de, hass de tu zara,
Nahi to bass thoda thoda thoda thoda thoda thoda muskura.
EmoticonEmoticon