(Feat:
C
Come around, come around...)
Verse 1:
C G
Khawabon bina, nigahein meri jee rahi thi.
F C
Koi nahi tha, yeh akeli meri thi zindegi...
C G
Khamosh tha, hothon pe baat nahi thi.
F C
Koi nahi tha, yeh akeli meri thi zindegi...
Chorus 1:
C G
Tum mile, to mil gaya yeh jahan!
Am Em
Tum mile, to har pal hai naya!
F G C
Tum mile, to sab se hai, fasla!
C G
Tum mile, to jadoo chaa gaya!
Am Em
Tum mile, to jeena aa gaya!
F G C
Tum mile, to maine paya, hai khoda!
(Feat)
Verse 3:
C G
Palkein mundein, chaahat meri so rahi thi.
F C
Khushboo hawaoon mein thi maine nahi mehsus ki...
C G
Jane kahaan, bahrein meri khil rahi thi,
F C
Khushboo hawaoon mein thi maine nahi mehsus ki...
Chorus 3:
C G
Tum mile, to mehki baarishein!
Am Em
Tum mile, jagi khwaaishein!
F G C
Tum mile, to rangon ka hai, silsila!
C G
Tum mile, to jadoo chaa gaya!
Am Em
Tum mile, to jeena aa gaya!
F G C
Tum mile, to maine paya, hai khoda!
Bridge:
C
Tune duyain suni;
Am
Dil ki sadyein suni -
F G C
Tujhse mai maungu aur kya?
C
Tujh bin adhura hoon mein;
Am
Tere sang pura hoon mein -
F G C
Karta hoon tera shukriya.
Interlude Verse:
C G
Kaise kahon? Ooh...
C G
Kaise kahon? Ooh...Yeah yeah yeah!
Verse 4:
C G
Kaise kahon, lamhein mujhe choo rahen hain?
F C
Aisa laga hai inmein tera hi to ehsaas hai...
C G
Kaise kahon dil mein nayi ahatein hai?
F C
Aisa laga hai inmein tera hi to ehsaas hai...
Chorus 4:
C G
Tum mile, to mera dil gaya!
Am Em
Tum mile, to sab kuch mil gaya!
F G C
Tum mile, to logon se kya wastaa!
C G
Tum mile, to jadoo chaa gaya!
Am Em
Tum mile, to jeena aa gaya!
F G C
Tum mile, to maine paya, hai khoda!
Tum Mile (Tum Mile) Guitar Chords
Artikel Terkait
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
EmoticonEmoticon