Prelude Verse:
Gadd9 D Gadd9
Toota toota ek parinda, aise toota, ke phir judna paaya...
Gadd9 D Gadd9
Luta luta kisne usko aise luta, ke phir udna paaya?
Chorus 1 (part a):
Gadd9 D Gadd9
Toota toota ek parinda, aise toota, ke phir judna paaya...
Gadd9 D Gadd9
Luta luta kisne usko aise luta, ke phir udna paaya?
Gadd9 D Gadd9 D
Girta hua woh aasma se, aakar gira zameen par,
G6 Gadd9 D
Khwaabon mein phir bhi baadal hi the, woh kehta raha magar - ke,
Chorus 1 (part b):
Gadd9 Bm G6 Gadd9
Allah ke bande, hasde! Allah ke bande!
Gadd9 Bm C Gadd9
Allah ke bande, hasde - jo bhi ho kal phir aayega...
Gadd9 Bm G6 Gadd9
Allah ke bande, hasde! Allah ke bande!
Gadd9 Bm C Gadd9
Allah ke bande, hasde - jo bhi ho kal phir aayega...
Verse 1:
F D Gadd9 D
Khoke aapne par hi to usne tha udna sikha...
F D Gadd9
Khoke apne par hi to...Oooh oh oh, ooh, oh, oh, oh,
F D Gadd9 D
Khoke apne par hi to usne tha udna sikha...
F D Gadd9
Ghum ko apne saath mein le le - dard bhi tere kaam aayega!
Chorus 2: repeat Chorus 1 (part b)
Verse 2:
F D Gadd9 D
Aaaaa...Tukde tukde ho gaya tha har sapna jab woh toota -
F D Gadd9
Tukde tukde ho gaya tha...Aa a a ah, a ha ha, a a a...
F D Gadd9 D
Tukde tukde ho gaya tha har sapna jab woh toota...
F D Gadd9
Bikhre tukdon mein Allah ki marzi ka manzar paayega!
Chorus 3: repeat Chorus 1 (part b)
Chorus 4: repeat Chorus 1 (full, i.e. parts a and b)
Home
Allah Ke Bande Hansde (Kailash Kher) Guitar Chords
Allah Ke Bande Hansde (Kailash Kher) Guitar Chords
Allah Ke Bande Hansde (Kailash Kher) Guitar Chords
Artikel Terkait
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
EmoticonEmoticon